Aye mere humsafar Ik zara intezaar
Sun sadayein de rahi hai Manzil pyaar ki

Jisko duaaon mein maanga Tu hai wahi rehnuma
Tere bina mushkil hai Ek bhi kadam chalna

Bin tere kahaan hai Manzil pyaar ki
Aye mere humsafar Ek zara intezaar
Sunn sadayein de rahi hai Manzil pyaar ki
Naa hum bewafaa hai Naa pyar hai kam darmiyaan
Par apni taqdeerein Hain bilkul hi judaa

Phir kaise milegi Manzil pyaar ki
Ae mere humsafar Ik zara intezaar
Sunn sadayein de rahi hai Manzil pyaar ki
Hungama.com
Sharing URL