chudi pehan ke kabgan pehan ke
jhumka pehan ke jhumar pehan ke
o banwariya
bandh mere pairo mein payaliya
dil mera dil dol raha hain
nachan ko yeh bol raha hain
o sawariya
bandh mere pairo mein payaliya
dil mera dil dol raha hain
nachan ko yeh bol raha hain
o banwariya
bandh mere pairo mein payaliya
pyas jagi aaisi anjaani
ishq mein main ho gayi deewani
kho gaya mein kutch hosh nahi hain
ismein mera dosh nahi hain
you are always on my mind o mahiya ve
nas nas mein ishq ghol raha hain
nachan ko yeh bol raha hain
o banwariya
bandh mere pairo mein payaliya
din kat jaaye raat dhale na
dhadkan pe koi zor chale na
tujhse hain milna bahut jaroori
ab toh sahi jaaye na yeh doori
you are always on my mind o mahiya ve
pyar naye par khol raha hain
nachan ko yeh bol raha hain
o sawariya
bandh mere pairo mein payaliya
chudi pehan ke kabgan pehan ke
jhumka pehan ke jhumar pehan ke
o banwariya
bandh mere pairo mein payaliya
Hungama.com
Sharing URL