Dhuaan

Fugly | Hindi
3,622
201.6K Plays
play

Lyrics

Dhuaan dhuaan si hai zindagi Dhundla sa hai khwaab kaheen.. Kho gayi jaane kahaan woh khushi.. Dikhti nahin hai roshini Kaise din the aur kaisi thi woh raatein Jab karte the hum sapnon se hi baatein.. Ghum ho gayi hai woh hansi Hmm.. Hmm.. Ho.. na kinaara ha.. na sahara ha.. Jaane kahaan main ja raha Chalte chalte hey raah par kyun Ruk si gayi hai zindagi.. Dhuaan dhuaan si hai zindagi Dhundla sa hai khwaab kaheen.. Kho gayi jaane kahaan woh khushi.. Dikhti nahin hai roshini Yaari ka aisa asar tha Na fikra, na dar tha Zindadili se jeete the hum Ab waqt hum se khafa hai.. Jeene ki ab na wajah hai Yeh kaisa toofan aa gaya… Chhup chhup ke rone main laga Dhuaan dhuaan si hai zindagi Dhundla sa hai khwaab kaheen.. Kho gayi jaane kahaan woh khushi.. Dikhti nahin hai roshini.