Fata Fat Pyar Ho Gaya

12
167 Plays
play

Lyrics

abhi abhi tu ajanabi tha abhi abhi mera yaar ho gaya ek pal mein ikraar ho gaya fat fat fata fat pyar ho gaya ek pal mein ikraar ho gaya fat fat fata fat pyar ho gaya abhi abhi main ajanabi tha abhi abhi tera yaar ho gaya ek pal mein ikraar ho gaya fat fat fata fat pyar ho gaya jaane kaise premi pehle itni der lagate the chori chori milte the aur geet milan ke gaate the arey aaj zamana jhat pat ka hai dekha bedaa paar ho gaya ek pal mein ikraar ho gaya fat fat fatafat pyar ho gaya ek pal mein ikraar ho gaya fat fat fata fat achha ho gaya dil se dil ka mel bhi ek nazar ka khel hai kaun kehta hai mohabbat bebasi hai jail hai aaj aashiq bhi samajhdaar ho gaya ek pal mein ikraar ho gaya fat fat fatafat pyar ho gaya ek pal mein ikraar ho gaya fat fat fata fat achha ho gaya abhi abhi tu ajanabi thi abhi abhi tu ajanabi tha abhi abhi main ajanabi tha abhi abhi tera yaar ho gaya ek pal mein ikraar ho gaya fat fat fata fat pyar ho gaya ek pal mein ikraar ho gaya fat fat fata fat pyar ho gaya la la la la la fat fat fata fat la la la.