Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Yeh Sawaal Aata Hai (Funk Version)

Son Of Sardaar | Hindi
236
18.9K Plays
play

Lyrics

Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota Sorry yaar.. duniya bekar.. bina Son Of Sardar Son Of Sardar.. Son Of Sardar.. Son Of Sardar.. Duniya bekar.. Duniya bekar.. Duniya bekar.. Bina Son of Sardar.. Bina Son of Sardar.. Bina Son of Sardar.. Patole.. Patole.. means girl means Kudiyan toh hoti par Punjabanein na hoti Duniya ki ladko ki aathma sohni kudiyon ko roti (Kudiye..) Mirze na hote Raanjhe na hote toh kaun karta hai kudiyon ko pyaar Sorry yaar.. duniya bekar.. bina Son Of Sardar (phhhrrrraaa..) Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota Daru ki dukanon pe pad jaate thale Murge bhi ghum the main sadko pe saale Imagine duniya without saron bina saas, bina butter, bina lussi, bina assi, bina tussi Kaisi lagti duniya without colour of Dussehra Sorry yaar.. duniya bekar.. bina Son Of Sardar Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota Haramzaada… is mein pyar hai zyada Saddy, thoaddy, addy, yeh duniya ko hum ne sikhayi Is kolavari di ki bari toh baad mein aayi Gaaliyon ke bina yaar kaise dikhate hai pyaar Sorry yaar.. duniya bekar.. bina Son Of Sardar Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai Yeh khayal zara baar baar aata hai Kaun jalatha hai tande seeno mein aag Jeena hote Jallianwala Bagh Bhagat toh hote par Bhagat Singh na hote Jo Guru na hote toh Guru Gobind Singh na hote Jo Sardaar na hote toh bangda kaise baatein Kaun laata rukhe chehron pe hasi Din toh hote par na lagte tyohar Duniya bekar.. bina Son Of Sardar Paaji Sardaar par joke toh karna par joker mat samajhna Kyunki Sardaar ke dastaar par haath utayegana Toh Sardaar utadega