Kaisa Hai Mere Dil

3
21 Plays
play

Lyrics

haan kaisa hai mere dil tu khiladi
bhar ke bhi hai tera pyala khaali -2
kaisa hai mere dil ...

kya nahi mere paas -2
dhan bhi izzat bhi bangala bhi kaar bhi
jaam bhi sharaab bhi baag-o-bahaar bhi -2
are kya nahi mere paas
ha he nazaren nazaare bhi chaand aur taare bhi
saaqi maikaana bhi saara zamana bhi
aaj main duniya khareed sakta hu
lekin ha
kaisa hai mere dil ...
( zindagi hai ik cigaar
ho teri zindagi hai ik cigaar ) -2
kaun tujhe samajhaaye
zor se jitna kash kheenche tu -2
utni jalti jaaye
aah he apne se khel tu duniya se khel tu
zindagi se khel tu kismat se khel tu
tu sabhi se khel sakta hai
lekin
kaisa hai mere dil ...