Kashmir Main Tu Kanyakumari

Chennai Express | Hindi
40,903
3.3M Plays
play

Lyrics

Tanna na ta na tanna na na na na na Tanna na na na na na, tanna na na na na na Chipak-chapak ke chalti hain kabhi kabhi do raahein Jude-jude kuch aise ke laga ho jaise gum Double-double hoti thi jo kabhi kabhi takleefein Kisi ke sang mein chalne se hui half se kam Ho tera mera mera tera, tera mera mera tera kissa atrangi Kabhi kabhi chalti hai kabhi kabhi rukti kahani bedhangi Kashmir main tu kanyakumari North-South ki kat gyi dekho doori hi saari Kashmir tu main kanyakumari itti-vitti har situation mein hissedari.. Tanna na ta na tanna na na na na na Tanna na na na na na, tanna na na na na na Na na na na na na na na, tanna na na na na na [x2] Ek taraf to jhagda hai, sath phir bhi tagda hai Do kadam chalte hain to lagta hai aath hain Do tarah ke flavour, sau tarah ke tevar Dar-badar firtein hain ji phir bhi apni thaath hai Kabhi kabhi chale seedhe kabhi mud jaayein Kabhi kabhi kahi tootein kahi jud jaayein Hum sham-sahar ke, chaaron pahar ke, mood mein dhal jaayein.. Kashmir main tu kanyakumari Uttar ne Dakshin ko aflatoon aankh maari Kashmir tu main kanyakumari Tel bechne jaaye toh phir yeh duniya saari, hey hey Main zara sa puncher to tu hawa ke jaisi hai Sath ho to pahiye taqdeeron ke tight ho Bulb ban jaloon main aur tu switch ban jaaye Bhaad mein jaaye duniya apni batti right ho Kabhi kabhi chale seedhe kabhi mud jaayein Kabhi kabhi paidal kabhi ud jaayein Hume dekh zamane walon ki chahe naak sikud jaye.. Kashmir main tu kanyakumari Halke fulke packet mein dekho muskil bhari Kashmir tu main kanyakumari Hindi mein gustakhi hai to English mein sorry.. Chipak-chapak ke chalti hain kabhi kabhi do raahein Jude-jude kuch aise ke laga ho jaise gum Double-double hoti thi jo kabhi kabhi takleefein Kisi ke sang mein chalne se hui half se kam Ho tera mera mera tera, tera mera mera tera kissa atrangi Kabhi kabhi chalti hai kabhi kabhi rukti kahani bedhangi Kashmir main [Kashmir Main] tu kanyakumari North-South ki kat gyi dekho doori hi saari Kashmir tu [Kashmir Tu] main kanyakumari itti-vitti har situation mein hissedari.. Tanna na ta na tanna na na na na na Tanna na na na na na, tanna na na na na na Na na na na na na na, tanna na na na na na [x2]