Kya Yahi Pyar Hai

12
1.1K Plays
play

Lyrics

( Kya Yahi Pyar Hai ) --male-- kya Yehi Pyaar Hai --female-- haan Yehi Pyaar Hai --male-- o, Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin waqt Guzarta Nahin --female-- kya Yehi Pyaar Hai --male-- haan Haan, Haan Yehi Pyaar Hai --female-- o, Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin waqt Guzarta Nahin kya Yehi Pyaar Hai --male-- haan Yehi Pyaar Hai pehle Main Samjha Kuch Aur Vaje In Baaton Ki lekin Ab Jaana Kahan Neend Gayi Meri Raaton Ki --female-- jaagti Rehti Hoon Main Bhi, Chaand Nikalta Nahin, Oh dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin waqt Guzarta Nahin kya Yehi Pyaar Hai, Bolo, Bolo Na --male-- haan Yehi Pyaar Hai --female-- kaise Bhooloongi, Tu Yaad Hamesha Aayega tere Jaane Se Jeena Mushkil Ho Jaayega --male-- ab Kuch Bhi, Ho, Dil Pe Koi Zor To Chalta Nahin dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin waqt Guzarta Nahin kya Yehi Pyaar Hai --female-- haan, Haan Yehi Pyaar Hai --male-- jaise Phoolon Ke Mausam Mein Yeh Dil Khilte Hai premi Aise Hi Kya Patjhad Mein Bhi Milte Hain --female-- rut Badle, Duniya Badle, Pyaar Badalta Nahin, Ho dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin waqt Guzarta Nahin kya Yehi Pyaar Hai --male-- haan Yehi Pyaar Hai --both-- o, Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin waqt Guzarta Nahin --female-- mm Hm Hm Hm Hm Hm --male-- haan, Haan Haan, Haan Yehi Pyaar Hai --female-- kya Yehi Pyaar Hai --male-- haan Yehi Pyaar Hai