Mere Humsafar

22,874
2.8M Plays
play

Lyrics

Aye mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil pyar ki Aye mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil pyar ki Jisko duaaon mein maanga Tu hai wahi rehnuma Tere bina mushqil hai Ek bhi kadam chalna Jisko duaaon mein maanga Tu hai wahi rehnuma Tere bina mushqil hai Ek bhi kadam chalna Bin tere kahaan hai manzil pyar ki Aye mere humsafar ik zara intezaar Sunn sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki Naa hum bewafaa hain Naa pyar hai kam darmiyaan Par apni taqdeerein Hain bilkul hi judaa Naa hum bewafaa hain Naa pyar hai kam darmiyaan Par apni taqdeerein Hain bilkul hi judaa Phir kaise milegi manzil pyar ki Aye mere humsafar ik zara intezaar Sunn sadaayein de rahi hai manzil pyar ki