Pehla Pyar

Pehla Pyar | Hindi
4,296
2.2K Plays
play

Lyrics

The Lyrics do not support automatic scrolling Ab na rukenge, Ab aur na sah payega dil ye Ab na rukenge Ab aur na sah payega.. Sath seekhein humne Zindgi ke, mayinein sabhi Sath dekhe the jo saare sapne ab kuch nahi Tu chali ja, Par bhool na Ke mai hoo tera pahla pyaar. Dil toh mazboor tha, Ke chal pada teri aur hi Har baar.. Mere yaar, dildaar Har baar…., Mere yaar, Dildaar….. Kaisi ye judaai hai, Aankh bhar aayi hai O ve rabba teri, Kaisi ye khudaai hai Kaisi ye judaai hai, Aankh bhar aayi hai…. Pyaar ki duniya tune, Aisi kyu banai hai.. Ab yahan kya rakha hai kya main samjhaun dil ko Kis tarah se bata de ab main bhool jaun tumko Theek hai tum se kya main kahun Bas bata kaise tujh bin rahun Tu chali ja, Par bhool na Ke mai hoo tera pahla pyaar. Dil toh mazboor tha, Ke chal pada teri aur hi Har baar.. Mere yaar, dildaar Har baar…., Mere yaar, Dildaar….. Kaisi ye judaai hai, Aankh bhar aayi hai O ve rabba teri, Kaisi ye khudaai hai Kaisi ye judaai hai, Aankh bhar aayi hai…. Pyaar ki duniya tune, Aisi kyu banai hai..