Samundar Mein Nahake

10 Plays
play

Lyrics

( Samundar Mein Nahake ) hey juli juli samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho - 2 laga hai pyaar ka woh rang - 2 ki rangin ho gayi ho samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho (dekha tujhako to dil mein aaya dekhataa hi rahoon bhige bhige badan ko tere khilataa kamal kahoon) - 2 meri najar ki tum bhi - 2 shaukin ho gayi ho ho ho samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho (hasti ho to dil ki dhadakan ho jaaye aur jawaan chalati ho jab lehraake to dil mein uthe tufaan) - 2 pehele ki behtar aab to - 2 behtarin ho gayi ho ho ho samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho - 2 laga hai pyaar ka woh rang - 2 ki rangin ho gayi ho