Tere Liye

19
3.1K Plays
play

Lyrics

Kyun iss dil mein aaj yun Sapne hai chaye tere Kyun ye naina aaj yun Dhoonde hai saaye tere Kyun ye dil ki bebasi Kaisi hai ye aashiqui Tanha hai dil mera Tere liye Tham gaya hai sawan Rootha hai bin tere Tere bina ghum hai saara aalam Suna hai bin tere Kyun jaane kyun Beh rahi ye hawa Ab to tere bina Zindagi hai saza Kya jaane kya Keh rahi hai sada Ab to tere bina Naa lage hai jiya Chhu liya dil mera Kho gaya pal mera Tanha mera safar Mera jahan Kyun iss dil ko aaj kal Mausam yun bhaaye tere Kyun ye raina aaj kal Sapne yun laaye tere Kyun ye dil ki bebasi Kaisi hai ye aashiqui Tanha hai dil mera Tere liye Tham gaya hai sawan Rootha hai bin tere Tere bina Ghum hai saara aalam Suna hai bin tere Tere liye Tham gaya hai sawan Rootha hai bin tere Tere bina Ghum hai saara aalam Suna hai bin tere