Dil Akela Hai bada
Kyun Rahoon Main Tanha
Ye iltija hai tujhse meri
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Ye iltija hai tujhse meri
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Dil Akela Hai bada
Kyun Rahoon Main Tanha
Ye iltija hai tujhse meri
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Ye iltija hai tujhse meri
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Jab bhi kabhi,falak pe nazar jo gayi
toh socha maine harr pal yahi,tu hai khudaaya,
musalsal yahi,chale hai armaano mein bhi,
guftagu tune jo ki,dil ko rulaaya
Sajdon mein jab bhi tera hi naam leke ye sarr jhukaaya
tere hi ashkon me maine hai kyun apna hi aks paaya.
Dil Akela Hai Bada.
Kyun Rahoon Main Tanha
Ye iltija hai tujhse meri
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Ye iltija hai tujhse meri
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Aksar yahaan mila hai sabko hi daga
magar mujhko hain mili teri panhaein
phirta kahaan main dar dar tanha yahaan
jo rehti na yun mere sang teri duaaein
maazi ki yaadein chalti hain saath
mushkil tujhe bhulaana
mujhko ye raatein deti hai zakhm
marham mujhe lagaana.
Dil Akela Hai Bada.
Kyun Rahoon Main Tanha
Ye iltija hai tujhse meri
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Ye iltija hai tujhse meri
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Adhuri Zindagi Hai,Tu karde Mukammal.
Hungama.com
Sharing URL