Ek khwaab jal gaya
Taara jo chamka tha kal
Andheron mein ghul gayaa
Raat andheri andheri rahi
Ek subha mili thi kahin kho gayi
Baat adhuri adhuri rahi
Main jahan se challi thi wahin hu khadi
Kya gazab ka ye khel khela
Waqt ye kya kar gaya
Khwaab ban ke aaya tha tu
Yaad ban ke reh gaya
In andheri galiyon ka ab dikhta na koi siraa
Toot ke tu gir gayaa ek tu sitara thaa mera
Roshni murjha gayi
Ummeedein kumhla gayi
Raat andheri andheri rahi
Ek subha mili thi kahin kho gayi
Baat adhuri adhuri rahi
Main jahan se chali thi wahin hu khadi
Kya gazab ka ye khel khela
Waqt ye kya kar gaya
Khwaab ban ke aaya tha tu
Yaad ban ke reh gaya
Sharing URL