O madam goggle waali
Donât go yun deke gaali
Aan aanâ¦
O madam goggle waali
Donât go yun deke gaali
mmmuaaah!
Haan gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Haan puch le saamne janta hai
Ek chummaâ¦ek chummaâ¦
Ik chumma toh banta hai
Ek chummaâ¦ek chummaâ¦
Ek chumma toh banta hai
mmmuaaah!
Meri jaan idhar udhar
Daale kyun mujhpe nazar
Mujhe toh lage lage teri fitrat se darr
Jaan main jaanu jaanu teri sari saazishein
Poori na hongi hongi teri farmaaishein
Wallah.. teri hasratein
Wallah.. teri harqatein
Wallah.. teri fitratein
Wallah, Wallah, Wallah, Wallah!
O oonchi sandal wali
Taali pe maar taali
Aanâ¦o oonchi sandal wali
Taali pe maar taali
mmmuaaah!
Haan gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Haan puch le saamne janta hai
Ik chummaâ¦ek chummaâ¦
Ik chuma toh banta hai
Ek chummaâ¦ek chummaâ¦
Ik chuma toh banta hai
Ye sitam tera tera tera hai manzoor re
Ye bata mera mera mera kya kusoor re
Tujhe kyun apni jawaani ka hai ghuroor re
Teri aankhon mein chaya chaya hai suroor re
Wallah.. teri jafa
Wallah.. mujhe hai pata
Wallah.. na kar khata
Wallah, wallah, wallah, wallah!
O madam kaajal waali
Mujhe na samajh mawali
Aan..o madam kaajal waali
Mujhe na samajh mawali
mmmuaaah!
Haan gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Haan puch le saamne janta hai
Ek chummaâ¦ek chummaâ¦
Ik chumma toh banta hai
Ek chummaâ¦ek chummaâ¦
Ek chumma toh banta hai.
Hungama.com
Sharing URL