--male--
kya Yehi Pyaar Hai
--female--
haan Yehi Pyaar Hai
--male--
o, Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
waqt Guzarta Nahin
--female--
kya Yehi Pyaar Hai
--male--
haan Haan, Haan Yehi Pyaar Hai
--female--
o, Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
waqt Guzarta Nahin
kya Yehi Pyaar Hai
--male--
haan Yehi Pyaar Hai
pehle Main Samjha Kuch Aur Vaje In Baaton Ki
lekin Ab Jaana Kahan Neend Gayi Meri Raaton Ki
--female--
jaagti Rehti Hoon Main Bhi, Chaand Nikalta Nahin, Oh
dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
waqt Guzarta Nahin
kya Yehi Pyaar Hai, Bolo, Bolo Na
--male--
haan Yehi Pyaar Hai
--female--
kaise Bhooloongi, Tu Yaad Hamesha Aayega
tere Jaane Se Jeena Mushkil Ho Jaayega
--male--
ab Kuch Bhi, Ho, Dil Pe Koi Zor To Chalta Nahin
dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
waqt Guzarta Nahin
kya Yehi Pyaar Hai
--female--
haan, Haan Yehi Pyaar Hai
--male--
jaise Phoolon Ke Mausam Mein Yeh Dil Khilte Hai
premi Aise Hi Kya Patjhad Mein Bhi Milte Hain
--female--
rut Badle, Duniya Badle, Pyaar Badalta Nahin, Ho
dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
waqt Guzarta Nahin
kya Yehi Pyaar Hai
--male--
haan Yehi Pyaar Hai
--both--
o, Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
waqt Guzarta Nahin
--female--
mm Hm Hm Hm Hm Hm
--male--
haan, Haan Haan, Haan Yehi Pyaar Hai
--female--
kya Yehi Pyaar Hai
--male--
haan Yehi Pyaar Hai
Hungama.com
Sharing URL