Rabba duhaiyan
Roothi parchaiyan
Jaane anjaaneâ¦
Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumar tanha hua (x2)
Aankh mein nahi hai dekho
Qatra koi bhi uska
Haaâ¦
Auron ka toh hona kya tha
Apna bhi main na ho saka
Aaâ¦
Dil ki gehraiyaa
Pooche sacchaiyan
Jaane anjaaneâ¦
Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumar tanha hua (x2)
Duniya ka mela dekhun
Khudko akela dekhun
Dil albela dekhun ghamzada (x2)
Dekh le ae dil bewafa
Chahaton mein karke wafa
Yaadon se paa lunga main
Apna bana lunga main
Jaan gawa lunga main iss dafa (x2)
Meri agwaiyan karti ruswaiya
Jaane anjaaneâ¦
Main yaar yaar kehna
Main yaar yaar kehna
Ohde naal naal rehna sadaa (x2)
Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumar tanha hua (x4)
Hungama.com
Sharing URL