Aakash ke paar ab kuch nahi
Aakash pe tu,aur main
Teen gawah hain ishq ke
Ik rab hai,ik tu.
aur main.
Sun zaraa
Kis liye
Ghoonjthi hai zameen
Aasmaan daastaan
Sun raha
Hai kahin
Teen gawah hain ishq ke
Ik rab hai,ik tu.
aur main.
Aasmaan kholke dekhne do
Us taraf shayade aur bhi ho
Chal na rab koi
Rah na dekhtha ho
Ruh ko ruh se
Judne de
Ishq ki khushboo udne de
Khwab tha khwab hai
Khwab mein rehne do
Aasmaan daastaan
Sun raha
Hai kahin
Teen gawah hain ishq ke
Ik rab hai,ik tu.
aur main.
Hungama.com
Sharing URL