Tanha Hua

Zero | Hindi
9,711
2.4M Plays
play

Lyrics

Rabba duhaiyan Roothi parchaiyan Jaane anjaane… Main baar baar tanha Main roz roz tanha Main beshumar tanha hua (x2) Aankh mein nahi hai dekho Qatra koi bhi uska Haa… Auron ka toh hona kya tha Apna bhi main na ho saka Aa… Dil ki gehraiyaa Pooche sacchaiyan Jaane anjaane… Main baar baar tanha Main roz roz tanha Main beshumar tanha hua (x2) Duniya ka mela dekhun Khudko akela dekhun Dil albela dekhun ghamzada (x2) Dekh le ae dil bewafa Chahaton mein karke wafa Yaadon se paa lunga main Apna bana lunga main Jaan gawa lunga main iss dafa (x2) Meri agwaiyan karti ruswaiya Jaane anjaane… Main yaar yaar kehna Main yaar yaar kehna Ohde naal naal rehna sadaa (x2) Main baar baar tanha Main roz roz tanha Main beshumar tanha hua (x4)