Pyar ke nagme gaayein kyun
Pyar mein hum marr jaayein kyun
Tumne dil ko toda
Tumse aakhir dil lagayein kyun
Pyar ke nagme gaayein kyun
Pyar mein hum marr jaayein kyun
Tumne dil ko toda
Tumse aakhir dil lagayein kyun
Karz aashiqui ka chukane ki tayaari hai
Tum suno main bolun ab meri baari hai
Tedhi baaton ka seedha jawab hai
Main badtameez meri aadat kharab hai
Tedhi baaton ka seedha jawab hai
Main badtameez meri aadat kharab hai
Yun besharam honge
Aasoo bhi garam honge
Apne lahoo ko jalane ki tyaari hai
Tedhi baaton ka seedha jawab hai
Main badtameez meri aadat kharab hai
Tum hi roz kehte the
Tum hi mujhse pyar karoge
Aisa koi aur na kar paayega
Aisa koi aur na kar paayega
Fir kyun khali kar gaye
Dil ko aise aise kar gaye
Khali Koi aur na kar paayega
Khwabon ke ujle daaman pe
Gin na paoge
Hain itni kharaashein
Karz aashiqui ka chukane ki tyaari hai
Tum suno main bolu ab meri baari hai
Tedhi baaton ka seedha jawab hai
Main badtameez meri aadat kharab hai
Tedhi baaton ka seedha jawab hai
Main badtameez meri aadat kharab hai
Cheere baar baar jo
Dil ko cheere dard de gaye aisa
Haan dard de gaye tum toh
Jaana
Jaan jaan keh ke tum
Mujhko jaan le gaye
Meri yeh jaan le gaye tum toh
Khwabon ki kasmon waadon ki
Ye jo laashein hain
Kahan pe chupayein
Karz aashiqui ka chukane ki tayaari hai
Tum suno main bolu ab meri baari hai
Tedhi baaton ka seedha jawab hai
Main badtameez meri aadat kharab hai
Tedhi baaton ka seedha jawab hai
Main badtameez meri aadat kharab hai
Tedhi baaton ka seedha jawab hai
Main badtameez meri aadat kharab hai
Tedhi baaton ka seedha jawab hai
Main badtameez meri aadat kharab hai
Hungama.com
Sharing URL