main tere dil mein rahoon tu mere dil mein rahein
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein

hum teri aankhon mein aise kho jaayenge
duniya waalon ko na hum nazar aayenge
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein
chaandani raaton mein yaad jab aati hai
tere deewaane ko kitana tadapaati hai
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein
main tere dil mein rahoon tu mere dil mein rahein
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein
Hungama.com
Sharing URL