Chal pade hain hum
Aisi raah pe
Befikar hue
Ki ab jaana kahan
Lapata hue
Saare raaste
Dhoondhega humein
Ye zamana kahan
Ye samaa hai kaisa
Musuranae jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi Khwahishein hain har jagah
Ghazab ka hai ye din
Ghazab ka hai ye din
Ghazab ka hai ye din
Paani hoon paani main
Haan bahne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rahne do mujhe
Duniya ki bandishon se
mera naata hai kahan
Rukna thahrna mujhko
Aata hai kahan
Ye samaa hai kaisa
Musuranae jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi Khwahishein hain har jagah
Ghazab ka hai ye din
Ghazab ka hai ye din
Ghazab ka hai ye din
Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par
Soya hai aasmaa
Ye mastiyaan meri
manmaaniyaan meri
Lo mil gayin mujhe
azaadiyaan meri
Ye samaa hai kaisa
Musuranae jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi Khwahishein hain har jagah
Ghazab ka hai ye din
Ghazab ka hai ye din
Ghazab ka hai ye din
Hungama.com
Sharing URL