Raajkumar aa raha hai
Varmaala doli baarat sajake
Dulha cha raha hai
Shubhmangal savadhan
Heeriye sehra baandh ke
Main toh aaya re
Hey Ya
Doli baarat bhi saath mein
Main toh laaya re
Hey Ya
Ab toh na hota hai ek
Roz intezaaar soni
Aaj nahi toh kal hai tujhko
Toh bas meri honi re
Tenu leke main javanga
Dil deke main javanga
Hey Ya hey Ya
Aa keh de zamane se tu
Mere ishq ki hai daastan
Hey Ya hey Ya
Aa keh de bahaane se main Tera jasm
Hoon tu meri jaan
Kuch na chupa
Mushkilon se milta hai
Aisa sona pyar soni
Cheez tere jaisi na mujhko
Na mujhko khoni re
Tenu leke main javanga
Dil deke main javanga
Ho tenu leke main javanga
Dil deke main javanga
Jaan aisa na tadpa ke dekh le
Madbhare andaaz se
Hey Ya
O Jaan Tu awaaz ko apni aa
Mila ab meri awaaz se
Arre Haan keh de haan
Kar diya hai tune mujhko
Yun bekaraar maahi
Keh diya duniya se main
Teri main teri ho gayi re
Tere maal main aaongi,
Sasooral main jaavaangi,
Hey,Tenu leke main
Javanga
Dil deke main javanga
Heey ya
Hungama.com
Sharing URL