Tere seene mein jo dheemi dheemi
Dhadkan hai na meri badh jaane de..
Hmmm..
Meri saanson mein yeh bheeni bheeni
Khushboo jo hai na teri chadh jaane de.. hey..
Saare ke saare jo sile hain dil ke aaja khol de
Sapne hamaare in hawaon ke hawaale chhod de.. hey..
Aaja ab jee le zara [hey hey]
Aasmaan ko pee le zara [hey hey]
Aaja kar de yeh zameen
Aaja kar de yeh jahaan
Chahat mein fanaa...
Aaja ab jee le zara [hey hey]
Aasmaan ko pee le zara [hey hey]
Aaja kar de yeh zameen
Aaja kar de yeh jahaan
Chahat mein fanaa...
Rubaroo tujhse hone lagi meri nazar
Hubahoo, hubahoo mujhse milne lagi teri nazar
Tera asar hai main besabar hoon
Teri dua hai hua hoon sabse bekhabar
Aaja ab jee le zara [hey hey]
Aasmaan ko pee le zara [hey hey]
Aaja kar de yeh zameen
Aaja kar de yeh jahaan
Chahat mein fanaa...
Aaja ab jee le zara [hey hey]
Aasmaan ko pee le zara [hey hey]
Aaja kar de yeh zameen
Aaja kar de yeh jahaan
Chahat mein fanaa...
Tumse milke meri chaahein badalne lagi..
Khoyi khoyi meri raahein chalein bhi thamein bhi..
Yun to main dil ki galiyon mein milta na kabhi
Tu mila to laga, dil ko kaliyon ko khilna hai abhi
Tu jo hai mehke, main hoon behakta
Tu muskuraaye, to chhaaye duniya mein khushi
Aaja ab jee le zara [hey hey]
Aasmaan ko pee le zara [hey hey]
Aaja kar de yeh zameen
Aaja kar de yeh jahaan
Chahat mein fanaa...
Aaja ab jee le zara [hey hey]
Aasmaan ko pee le zara [hey hey]
Aaja kar de yeh zameen
Aaja kar de yeh jahaan
Chahat mein fanaa...
Hungama.com
Sharing URL